People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 8 *

khamosh kyu ho taro
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Khamosh-Kyon-Ho-Ta
khamosh kyu khamosh kyu ho taro
ummid ke saharo tum hi unhe bulao
tum hi unhe pukaro khamosh kyu
khamosh kyu din rat viran dil ki dhadkan
aawaz de rahi hai tum samne to aao
parda nashi baharo khamosh kyu

khamosh kyu sach much meri jo aahe
kya tumko khinch laye mere karib aakar
ek bar dil ko pukaro khamosh kyu

khamosh kyu bechain aarzue
kab se taras rahi hai tum dur dur kyu ho
ulfat ki yaad garo se khamosh kyu kyu ho taro
ummid ke saharo tum hi unhe bulao
tum hi unhe pukaro khamosh kyu
Dilo Ke Shikar
Singer: Asha Bhosle
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Dilon-Ke-Shikar-Ko
dilo ke shikar ko katar leke aayi hu
aankho me husn ka khumar leke aayi hu
dilo ke shikar ko katar leke aayi hu
aankho me husn ka khumar leke aayi hu
dilo ke shikar ko

aankh milana jara dekho bhal ke
mere pas aana dil sambhal ke
aankh milana jara dekho bhal ke
mere pas aana dil sambhal ke
baki taswir hu mai uljhi janjir hu mai
bachna ji teer hu mai
dilo ko shikar ko katar leke aayi hu
aankho me husn ka khumar leke aayi hu
dilo ko shikar ko

hath badhaoge to lut hi jaoge
aake meri gali bach na paoge
hath badhaoge to lut hi jaoge
aake meri gali bach na paoge
dilo ko shikar ko katar leke aayi hu
aankho me husn ka khumar leke aayi hu
dilo ko shikar ko
tujhko bhulana mere bas me nahi
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Tujhko-Bhulana-Mer
dil ko dard banane wale teri dur banaye
sun paye sunta ja meri beaawaz sadaye
tujhko bhulana mere bas me nahi
tujhko bhulana mere bas me nahi mere bas me nahi
haye tujhko bhulana mere bas me nahi haye tujhko bhulana

jo roz tere pahlu me baske jo roz tere pahlu me baske
gam le liye hai lakho baras ke gujra jamana
gujra jamana mere bas me nahi haye
tujhko bhulana mere bas me nahi haye tujhko bhulana

teri khushi tu teri khushi tu gum deta ja
ya deja jadu kiye ja lekin is takdir ke
mare dil ko sath liye ja
aankho me aasu hotho pe dam hai
tera bhi gum hai apna bhi gum hai bigdi banana
bigdi banana mere bas me nahi haye
tujhko bhulana mere bas me nahi
haye tujhko bhulana mere bas me nahi
mere bas me nahi haye tujhko bhulana
yeh bebasi yeh mera halezar
Singer: Talat Mehmood
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Yeh-Bebasi-Yeh-Mer
yeh bebasi yeh mera halezar dekh toh le
khada hu der se ummidawar dekh toh le - (2)

kiza ne lut liya - 2 dil kee aarjoo kaa chaman
kaha hai ai meri khoyi bahar dekh toh le - (2)
khada hu der se ummidawar dekh toh le

basi rahe tere mahalo kee char deewari
naa aa sake toh naa aa, ek bar dekh toh le - (2)
khada hu der se ummidawar dekh toh le

sahar karib hai aur shama bujhanewali hai
tadap hai tera bekarar dekh toh le - (2)
khada hu der se ummidawar dekh toh le
mere nagmo me un mastana
Singer: Talat Mehmood
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Mere-Naghmon-Mein/
mere nagmo me un mastana aankho ki kahani hai
mohabbat hi mohabbat hai jawani hi jawani hai
mere nagmo me

kisi ke nazmi jalwe meri dunia pe chaye hai
kisi ke nazmi jalwe meri dunia pe chaye hai
wo meri aarzu wo meri aarzu bankar
mere dil me samaye hai mujhe ab unke dil me
aarzu apni jagani hai
mohabbat hi mohabbat hai jawani ki jawani hai
mere nagmo me

mohabbat meri dunia hai mohabbat sayri meri
mohabbat mera nagma hai mohabbat jindagi meri
mohabat ke sahare mohabbat ke sahare
ek nayi dunia basani hai mohabbat hi mohabbat hai
jawani hi jawani hai mere nagmo me

chala hu leke us mahfil me apne dil ka najrana
chala hu leke us mahfil me apne dil ka najrana
meri hasti hai unke pyar ka rangin afsana
nigahe char karke aaj kismat aazmani hai
mohabbat hi mohabbat hai jawani hi jawani hai
mere nagmo me mere nagmo me un mastana
aankho ki kahani hai mohabbat hi mohabbat hai
jawani hi jawani hai mere nagmo me
raate pyar ki beet jayengi
Singer: Asha Bhosle
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Raatein-Pyar-Ki-Be
rate pyar ki beet jayengi ye bahar fir na aayengi
fir na aayengi rate pyar ki beet jayengi
ye bahar fir na aayengi fir na aayengi
dil ka daman bhar ke dekhle
hona abhi kar ke dekhle kar ke dekh le
dil ka daman bhar ke dekhle
hona abhi kar ke dekhle
tal na jaye fir ye jamane ye jamane
rate pyar ki beet jayengi
ye bahar fir na aayengi
fir na aayengi rate pyar ki

ab to jhumle badlo me chal
tare chumle tare chumle
badlo me chal tare chumle
chit umang bhari din suhane
kho na jaye ye jamane
rate pyar ki beet jayengi
ye bahar fir na aayengi
fir na aayengi rate pyar ki beet jayengi
ye bahar fir na aayengi
fir na aayengi rate pyar ki
kya raat suhaani hai
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Kya-Raat-Suhani-Ha
kya raat suhaani hai kya raat suhaani hai
aaj zamaane ki har shai pe javaani hai
anmol nishaani hai anmol nishaani hai
tu meri ulfat ke kwaabon ki javaani hai

kuch keh do nigaaho me kuch keh do nigaaho me
aaj simat aao tarsi hui baaho me
kuch keh do nigaaho me

hasrat hai nigaaho me hasrat hai nigaaho me
door kahi chal du chhup kar teri baahon me
taqadir sambhal jaaye taqadir sambhal jaaye
gar mere sine par ye zulf machal jaaye

ye raat na dhal jaaye ye raat na dhal jaaye
subah ke taare ki niyat na badal jaaye
kya raat suhaani hai kya raat suhaani hai
bahaar aai, khili kaliyaan
Music: Shyam Sunder
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alif-Laila/Bahar-Aai-Khili-Ka
bahaar aai, khili kaliyaan
hanse taare, chale aao
hame jine nahi dete
ye nazaare, chale aao
bahaar aai khili kaliyaan

zubaan par aah ban ban ke
zubaan par aah ban ban ke
tumhaaraa naam aata hai
muhabbat me tumhi jite
hami haare, chale aao
hame jine nahi dete
ye nazaare, chale aao
bahaar aai khili kaliyaan

kahi aisaa na ho dil ki lagi
dil hi ko le dube
bujhaae se nahi bujhate
ye agaare chale aao
hame jine nahi dete
ye nazaare, chale aao
bahaar aai khili kaliyaan
hanse taare, chale aao
hame jine nahi dete
ye nazaare, chale aao
bahaar aai